Karan Arjun turns 20: Top dialogues of the film

Released in 1995, Karan Arjun tells the tale of two brothers who return from the dead to avenge their father's death.

Listen to Story

Advertisement
Still from Karan Arjun
Still from Karan Arjun

Shah Rukh Khan and Salman Khan starrer Karan Arjun completed 20 years today (January 13).

Released in 1995, Karan Arjun tells the tale of two brothers who return from the dead to avenge their father's death.

Still from Karan Arjun
Still from Karan Arjun

The film, directed by Rakesh Roshan, also star Raakhee, Kajol, Mamta Kulkarni and Amrish Puri.

Karan Arjun is well remembered for its dialogues. So here are top dialogues of the blockbuster:

advertisement

"Mere bete aayenge, mere Karan Arjun aayenge. Zameen ki chaati phad ke aayenge, aasman ka seena cheer ke aayenge" - Rakhee

"Main toh samajhta tha ki duniya mein mujhse badkar kamina aur koi nahi hai. Lekin tumne end mauke par aaisa kaminapan dikhaya hai ki hum tumhare kaminepan ke ghulam ho gaye hai" - Amrish Puri

Hum khandani Thakur hai ... hamari ragon mein khoon ke saath saath zid aur ahankaar bhi daudta hai - Amrish Puri

Still from Karan Arjun
Still from Karan Arjun

"Daayan haath jeb mein rakh lo seth , varna zindagi bhar aapko baayen haath se khana, khana padega" - Salman Khan

"Pyar mein jab tak maut se na khelo , milnewaali zindagi ka mazaa nahi aata" - Shah Rukh Khan

"Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta. Daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi. Ddaulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta" - Kajol

"Khoon ki Holi khelne waale, aaj main dekhti hoon. Khoon kiska behta hai aur laashein kiski girti hai" - Rakhee

"Main toh budhi ho gayi, meri aankhen kamzor ho gayi, lekin mera vishvas kamzor nahi hua" - Rakhee

"Apne raaste se kaanto ko hata dena aur dushmano ko mita dena, hamare khandan ki parampara hai" - Amrish Puri

Ghode par bahetkar jaan ki baazi lagane mein woh maaza nahi ... joh chahat ke maidan mein dil ki baazi laga dene mein hai - Shah Rukh Khan