Sadashiv Amrapurkar
'Sadak' actor Sadashiv Amrapurkar Passes AwayYouTube Screenshot

Legendary actor Sadashiv Amrapurkar passed away on Sunday at the Kokilaben Dhirubhai Ambani Hospital in Mumbai. The veteran actor was famous for his negative roles as well as comic performances.

Amrapurkar was well-known for his role  in "Sadak", "Ishq"  and " Ardh Satya" and continued his great work in the Indian film industry.

The actor left no stone unturned to entertain the audience. Here are few of his powerful dialogues from films, which helped him gain the tag of one of the best villians in Bollywood.

Aankhen

"Imaandari kitni bhi bewakoof ho, aakhir ek din uski tarakki zaroor hoti hai. Aur baimaani kitni bhi chalaak ho, ek din usse jail mein zaroor jana padta hai."

Hum Saath Saath Hain

"Satta milne par pyare se pyara insaan bhi apne rang badal leta hai."

Ishq

"Aaisi maut maaro inko ... ki ishq karne waalo ki rooh tak kaanp jaaye."

"Jab baazi dukki aur tikki se jeeti ja sakti hai ... toh uske liye ekka nikalne ki kya zaroorat hai."

"Tumne samundar ko lalkaara hai ... ab aaisa toofan aayega, aaisa sailaab uthega ... ki tumhara ishq, jispar tumhe bahut naaz hai ... tinke ki tarah beh jayega, tabah ho jayega, fanaa ho jayega."

Aakhree Raasta

"Tum kya samajhti ho Krishna bhagwan tumhe bachane aayenge?Woh Mahabharat mein aaye the, is Bharat mein nahi aayenge."

Elaan-E-Jung

"Naag hoon main naag ... kaala naag!"

"Mere aadmi daulat khaate hai, daulat peete hai, daulat jeete hai, daulat soote hai"

Mohra

"Bakra khud kasai ke ghar ke samne jaakar kathak karne laga toh use kaun bacha sakta hai?"

Hum Hain Kamaal Ke

"Mera naam hai Ghorpade ... aur mere samne achche achche ghidpade"